Kitni Badal Gayi hai Zindagi

Kitni Badal Gayi hai zindagi;

Waqt ka chakka hakka bakka reh Gaya ho mano;

Ek waqt wo bhi tha jab sadak ke kinare khade chuskiwale ki chuski ke chatkare liya karte the;

Aur ek aaj ka waqt hai, swiggy zomato me Bina guzara mushkil ho mano;

Leave a comment